How can you Help Your Parents financially in Their Old Age?????
Aslam O Alikum,(Hello),
Dear steemit family ap ka kia hal hai?? Umeed karta hon ky sub thek sy hon gy ,our apny life main mazy kar rhy hon gy,
Mary aj ki post un fellows ky liy boht zuberdast hony ja rahi hai,Jin ky parents hayiat hain ,our wo apny waldain ky liay life main kuch acha karna chahty hain,
Kya aap ke parents be 60 age ke paar ho gaye hain? Aur ab wo koi kaam nahi karte unki income ka koi jariya nahi hai. To friends main aap ke liye ek plan leke aaya hoon jiss se aap ke waldian bhi bhi income kar sakte hai aur kuch chote mote kaam kar sakte hain ,our apny life old age main achy sy gurzr skty hain.
Yeh sub karny ky liay ap ky pass 2 options hain ,1st option aisa hai jis main risk bilkul bi nahi hai,
Aap apne father ke naam par fixed deposit kara de jiss se kuch na kuch har saal milta rahega. Aur dusra agar aap risk lena chahte hai to ye tarika apna sakte hai wahi tarika jiss ke baare me maine aap ko kayi baar bataya hai. Main Mutual Fund ki baat kar raha hoon. Iss me thoda risk hota hai kyo ki iss me profit ki koi gurantee nahi hoti hai.
Har mahine five thousand milian gy ;----
Dosto agar bank me aap 6-7 lakh rupya rakho to har bank waale Fixed Deposit par 6-7 percent tak ka interest dete hi hai. Aise me agar aap 7 lakh rupya ka fixed deposit karte hai to yearly araam se 57,000 se jyada milega to monthly 5k ho hi jaayenge.
Ager ap ko mary yeh post achi lagi ho to please mary is post ko upvote kar dain, boht jald apni next post ly kar aion ga,
take care ,God bless all of YOU.
Congratulations @technicalurdu! You have completed the following achievement on the Steem blockchain and have been rewarded with new badge(s) :
Click here to view your Board of Honor
If you no longer want to receive notifications, reply to this comment with the word
STOP
Do not miss the last post from @steemitboard: