death is important

in #dath6 years ago (edited)

Q. dekho dosto me aaj aaps ek saval puchta hu ki janm or mratu me bada kon hai ? 

Ans. me aapko ek baat bata du ki dono hi baraba rbhi hai or koi bada hai or koi chota hai to kabhi esa hota hai ki vyakti ka janm hote hi vo mar bhi jata hia or koi vyakti kai saalo tak jita hai to fi ham kese kahe ki kon bada hai to me aapko bata hu ki mot badi hoti hai janm se log sunday ki chutti ka intazar karte hai to esa kyo ham kyo intzar karte hai sunday ki chutti ka yoki hame pure hapte ki chutti ka bhoj jo hota hai vo ham ek din relex ho kar ye mante hai ki kuch tanav kam hua hai par esa nahi hai kyoki agle din usse dugna tanav rahta hai hame kyoki ek din ki chutti ke baad kam me kuch der tak man nahi lagta hia to fir ham kese kah sakte hai ki sunday hamra tnav kam karta hai.or janm ki baat kare to yadi koi vyakti agar mare hi nahi to vo pagal ho sakta hai kyo ki dath is importante marna jaruri hai vo esa isliye hai kyo ki uski life kabhi na kabhi uski life me kuch na kuch achha bhi hua hoga or kabhi bura bhi hua hoga or kabhi uske sath kisi ne bura kiya hoga or bhi kai nai purani ghatna ko yaad karke use ghabrahat hone lage gi or ek jesa roj hoker vahi suraj ka ugna vahi fir se dubna.

     to hamra kahne ka tatprya ye hai ki jo log marne se darte hai to darna nahi kyo ki marna acchi baat hai or behd jaruri hai  


Sort:  

Congratulations @abhishek0404! You received a personal award!

Happy Birthday! - You are on the Steem blockchain for 1 year!

You can view your badges on your Steem Board and compare to others on the Steem Ranking

Do not miss the last post from @steemitboard:

SteemitBoard supports the SteemFest⁴ Travel Reimbursement Fund.
Vote for @Steemitboard as a witness to get one more award and increased upvotes!