laptop se virus kaise hataye

Screenshot (18).png

laptop se virus kaise hataye

dosto jab ham internet se koi bhi file downloid kar lete hai to hamare laotop me bahut sare virus a jate hai
jisse hamare loptop ki speed dheere dheere kam ho jati hai aur hamara laptop ya compueter hang hne lagta hai
us samay hmare man me sirf problam raheti hai ki virus ko kaise hataye

dosto ab aap ye soch rahe honge ki hamare laptp ya compueter me virus kaha se aata hai to dosto virus aane
ke bahut se karan hote hai jayada tar virus internet, external device, crack software, se aata hai dosto virus
ke ye 3 hi sabse bade karan hai

  1. internet : laptop ya compueter me virus aane ke chanses sabse jayeda internet se hai. jab ham kisi tarah
    ka software ya koi file downloid kar lete hai tab hamare laptop ya compuueter me virus a jate hai aur ase me
    pata tak nahi chal pata hai ki ye virus kab a gaya hai.

  2. External Device : dosto kabhi kabhi asa hota hai ki ham apne dosto se kuch files le lete hai aur unhe apne
    laptop ya compueter me dal lete hai ase me hamare laptop virus a jate hai.

  3. Crack Software : crck software se laptoop me virus aane ki sambhabna bahut adhik hoti hai bahut se ase
    freind hote hai jo apne laptp ya compueter me crack software downloid kar lete hai jisse unkelaptp me virus
    a jate hai.

dosto internet par bahut sare ase software mil jayege jo apse kahete hai ham apko puri garanti ke sath apke
virus ko nikal kar denge aur apap se bada karte hai ki ham 100% apke laptop se virus ko delete kar denge
lekin kuch ase virus hote hai jo bahut se antivirus ko pahechan nahi pate hai

lekin aaj me aapko ek ase software ke ware me batane ja raha hu jo kisi bhi tarah e virus ko pahechan lete hai
aur use 100% detete bhi kar dete hai us software ka nme hai "MalwareBytes - Anti-Malware" vse to ye paid hai
lekin iye software hame 14 din ke leye free milta hai likin me aapko ek asee triks batonga aap is software ko
free me use kar sakte hai.

Laptop se virus ko remove kaise kare

  1. sabse pahile is link par click karke is software ko downloid kar le
    downloid kare

ab aap apko apne laptop me is software ko install

kar lena hai install kar lene ke bad ise open kare.

  1. jab aap ise open kar lete hai tab agar ye software update mange to apko is software ko update kar lena hai
    ab open hone ke bad ab aapko scan now bale batan par click karna hai ab aapka laptop scan hone lagega thoda wait
    kare.
  1. jab puri tarah se laptop scan ho jata hai to jo bhi virus aapke laptop me hoga bo aapke laptop screen par
    dikhai dega uske bad ise select kar le aur quarantine setected par click kare aur fir aapke laptop se virus
    remove ho jayega.