top 4 amezing website

best 4 amazing website

Screenshot (13).png

1.Keepvid

internet par kai sare ase website hai jaha par amezing video dekhne ko milte hai jinhe ham downloid
karna chayete hai lekin kai popular video me downloid karne ka oftion nhi hota hai jese youtube ,
vimeo , facebook , instagram , or bhi sare website hai.
agar fir aap in popular website ke video downloid karna chayete hai to keevid website ki madat se
asani se video downloid kar sakte hai . jis bhi video ko downloid karna chayete hai to uske url
ko copy kar ke keepvid website par jakar paste karna hai fir apko downloid karne ka oftion par click
karna hai aap video quality ka chunav kar ke video ko downloid kar sakte hai.

keepvid

2.account killer

internet par ham log kabhi kisi na kisi vajah se kai sare website par apna account bana lete
hai chaye vo facebook ya twiter ya koi bhi website, kai bar hame internet par website par banaye
gaye apne account ko delete karne ki abasyakta padti hai. ase me acount killer website apke
liye upyogi sabit hogi. is website par apko sabhi popular website ke account ko delete karne ka oftion
milta hai.
account killar website ki madat se aap apne kisi bhi account ko asani se delete kar sakte hai.

accountkiller

3.algorithmia

hamare pass kai sare photo hote hai jo black and white hote hai kai bar asa hota hai ki ham un
photo ko kalar photo banana chayete hai lekin agar ham black and white photo ko photo sop ya koi
or photo editor se colorize karna chayege to bahut jyada vakt lag jayega. agar aap kuch hi second
me apne black and white photo ko colorize karna chayete hai to is website ki madat se asani se
kar sakte hai.
black and white photo ko colarze karne ke liye algorithma website par jakar apko koi bhi black and
white aploid ya uske url ko add karna hai uske bad colorze it oftion par click karena hai kuch
hi second me photo colorze ho jayega iske bad aap use downloid kar sakte hai.

Algorithmia

4.Speechnotes

ye website bahut hi kamal ki website hai is website ke madat se ham bina keybord ko tach kiye ham
kuch bhi likh sakte hai. is website me ham apne voice ki madat se likhne ka karya kar sakte hai.
ye website speech recognition sistam par work karta hai.
sabse pahele apko neeche jo link hai us par click karna hai fir apko jis bhasha me likhna chayete hai
uska chunav karna hai fir apko start diction oftion par click karke bolna start kare. is tarah
se aap online dictation website ki madat se bolkar likh sakte hai.