Apni jeb mein ihn saat cheejo mein se ek bhi cheej rakh lo, itna paisa ayega k sambhal nhi paoge!!!

in #how7 years ago

Log kehte hai baap bda na bahiya sabse bda rupeeya . ajj kal paise ki jaroort kise nhi hoti.. Paise k liye har koi kuj na kuj krne ko tiyar rehte hai. Paisa ek asi cheej hai jiske passs jitna bhi ho ose hmesha kammm hi lgta hai. Paise k bina koi jindgi nhi hoti . paisa gar kisi ki jaroort bn chuka hai. Or log paise kmane k liye sab kuj kr jate hai. Chahe vo acha ho chahe bura but onke liye paise sabse aham hota hai.

Aam tor par jab koi viyakti kapde kharidne jata hai. To oski pehli pasand jeb vale kapde hote hai, keoki vo jeb mein apni avasykta vali cheeje rakh sakta hai. Visheshkar ki oske paise surakshit reh ske app apni jeb mein kuj asi cheeje rakhe jise apko kbhi paise ki kami na ho dhiyan rakhe koi bhi cheej rkhne se pehle maa laxmi ko arpit jaroor kre.

To chaliye apko bta de ke asi kon si 7 cheeje hai jo jeb mein rakho to kbhi paise ki kami nhi hoti.

1 Mahalaxmi ka chitar rakhe lakin dhiyan rhe vo chitar khandit na ho.

2 saveyntu fal deta hai aur mahalaxmi ko bhut priye hai.

3 Apne guru ki tasveer rakhne se jivan mein sakartmakta ati hai.

4 Shukarvar ke din chawal ke dane mahalaxmi ke charno mein samarpit krke ek choti si kagaj ki pudiya mein dalker apni jeb mein rakhe.

5 Gomati chakar mahalaxmi ka partik hai ihne bhi app apni jeb mein rakhe.

6 Chandi bhi mahalaxmi ko bhut priye hai visheshkar chandi ka sikka apni jeb mein rakhe.

7 Kamalgatte ya kamal ke beej je mein rakhne se bhi dhan mein vridhi hoti hai.

Ihn 7 cheejo mein kisi ek ko bhi apni jeb mein rakh lo itna paise ayega ki appp sambhal nhi payenge. Agr nhi ykeeen to ek bar kr ke jaroor dekhna.

Post source from my Blog :https://asha.makeasylife.com

Picture Credit to Google. IMG-20180622-WA0014.jpg

Sort:  

@syedezazahmad, I gave you an upvote on your first post! Please give me a follow and I will give you a follow in return!

Please also take a moment to read this post regarding bad behavior on Steemit.

I hit follow button.