Subah k nashte main Anda aur Paratha

in #nashta6 years ago

Pakistan main nashte main paratha khana sab se ziada pasand kia jata hai aur paratha k saath anda sab se ziada khaya jata hai anda bohat c kisam se khaya jata hai jaise k omlet fry aur aloo anda aur piyaaz anda Pakistan main log anda ko subah k nashte main khana sab se ziada pasand karte hain anda hamari sehat k liye bohat faidamand hai aur ye hamari body ko taqat deta hai main bhi subah ko paratha k saath anda khana pasand kart hon aj bhi main ne nashte main paratha k saath anda piyaaz wala khaya anda aur piyaaz ko fry kar k is main tomatar aur hari mirch daal kar is ko tayar kia jata hai bache bhi is ko bohat shoq se khate hain aur maze se khate hain
3.jpg
4.jpg