Ku6 din ke dare me ku6 achi bate janiye.
Questions....?
Hazrat mera sawaal hai ke
Zewar girwi rakhna kaisa?
Agar koi beti apni maa ko mana karti hai ke aisa karna haraam hai
Aur maa phir bhi nahi sunti
To beti bhi gunehgar hogi kya
Aur un paiso se ghar ka ration aata ho to
Uska khana kaisa????
Jawab inayat farmaye
Jazakallah
Answer.....!
Zaroorat he to Zewar girwi rakh k uske iwaz me paise lena ye jaiz he ba shart ki koi najaiz shart na rakhi gai ho. Rahan (girwi rakhna) ka jawaz (jaiz hona) kitab wa sunnat se sabit he aur iske jaiz hone pr ijma munaqqid he.
Aur jo paise liye he wo qarz ki haisiyat rakhte he uss paiso ko jaiz kaam me istemal kr sakte he.
Beti ka ye kahna ki inn paiso ko istemal krna haraam he ye sarasar galat aur jihalat he. Beti ko chahiye ki tauba kare aur deen ki baato me bagair ilm k kuch na bole.
واللہ تعالی اعلم بالصواب
Dosto aapne abhi mujhe follow nahi kiya hoga to please ap log mujhe follow kar dijiye Kyunki Main aise hi news lakar Ke apke Samne rakhungi.
@FOLLOW ME
Apko meri news Pasand Aaye to ap mujhe upvote deke Mera sammaan Kijiye thank you.
You got a 4.78% upvote from @upme thanks to @ashimakhan! Send at least 3 SBD or 3 STEEM to get upvote for next round. Delegate STEEM POWER and start earning 100% daily payouts ( no commission ).